Maharana Pratap Jayanti 2022: Thoughts Of First Freedom Fighter
9 May, 1540 ko Janme Maharana Pratap ko hamare Desh ke pahle freedom fighter ke roop mein manaya jata hai. Unhen Akbar se yuddh aur unke ghode Chetak ki bahaduri Aur wafadari ke liye yad jata hai. Maharana ne use samay mugal samrajya ke khilaf Bahadur se ladai Ladi jab dusron ne Akbar ke WhatsApp ko swikar kar liya tha. Aaj unki yad mein Jayanti manae ja rahi hai is khas mauke per unke vicharon ke sath kuchh sandesh ke madhyam se ek dusre ko shubhkamnaen den.
Maharana Pratap ka janm 9 May 1540 ko mewad ke Kumbhalgarh mein sisodiya vansh mein hua tha. Maharana Pratap Apne Bhai bahanon mein sabse jyada yuddh mein mahir the. Unhone apni matrabhoomi ki raksha ke liye Sangharsh karke Apne prant yad kiye the. Maharana Pratap ki Akbar ke khilaf Haldighati devar ki ladai kafi aam Mani jaati Hai.
Maharana Pratap ke Anmol Vichar
1. Manushya ka Gaurav aur aatm Samman uski Sabse badi kamai Hoti Hai atah: sada inki raksha karni chahie.
2. Pratyek manushya ka Gaurav AVN atmasamman uski Sabse badi kamai hoti hai Atah: sda inki raksha karni chahiye.
3. Jo Insan apni aur apne parijanon ke alava apne Desh ke bare mein bhi sochta Hai vahi Insan desh ka saccha nagrik hota Hai.
4. Jo manushya Apne kartavya aur is Srishti ke Kalyan ke liye sada prayatn vrat rahata hai use manushya ko Yug yugyantar Tak smaran Rakha jata hai.
5. Anyay, adharm, aadi ka vinash karna sampurn Manav jaati ka kartavya hai.
Campus Activewear share listing today. Experts predict ‘positive’ debut
Comments are closed.